New Blog Website ko Google me Rank kaise karaaye tips



New Blog Website ko Google me Rank kaise karaaye  tips


New Blog\Website ko Google me Rank kaise karaye 10 tips janne ke baad aapki website  ko Google ke First Page par aayega ,SEO kaise kare agar aap ek New bie Blogger hai abhi apne blog start kiye hai to Blogging Guidelines ki jarurat hai, Website Google Ranking Improve karke Blog Post ko rank kaise karaye, kyoki ki naye blogger Biggest Blogging Mistake karte hai, jaise :- Website me Template/Themes kaun sa lagaye. Post kaise likhna hai.Important Plugins kaunsa hai, Website ka SEO kaise kiya jata hai,


agar aap ek New bie Blogger aur abhi-abhi apna New Blog Create kiye hai to ye post aapke liye hai, website rank kaise karaye 10 tips batane wala hu post ko achchhe se padh kar follow kare aapki  website Google ke First Page par Rank ho jaayegi




New Blog\Website ko Google me Rank kaise karaye  tips


Website banakar paisa kamana chahte hain lekin aapki Website Google Search me nahi aa rahi hai to main aapko 10 tips bataane wala hun jisse aap apni website ko google ke first page par ek din me la sakte hai, new website banane ke baad kya karen jisse jyaada se jyada hamari website par google se traffic aaye,


Also read-   blog kaise banaye


Website ko Google me Rank kaise karaye  tips


1. Choose Top-Level Domain


Website banate samay user bahut badi galti ye karte hai, Sub Domain par site banane lagte hai aise me aapko Choose Top-Level Domain Select karna chaahiye, jaise – com, org or net. lekin hamra paisa na kharch ho isliye Sub Domain par website bana lete hai, sub domain free website Blogspot. wix subdomain. Choose a free sub-domain of eu.nu, web.gg, us.nf, int.nf, tv.gg, co.gp, aise domen naam mat lagaye apni website me ranking me effect padhta hai, aapko Top-Level Domain Select karnaa hoga iske liye Godaddy.com Se Rs.99 Me Domain Kaise Register Kar sakte hai, 


2. Choose a Micro Niche Topic


domen Domain and Hosting Buy ke baad se ham apni Complete Website Design karne ke baad se sabse mahatvpurn hota hai Blog Post Ideas kaha  se le kis topic par blog Post likhe jise adhik se adhik Google par Search kiya jaata ho, agar aapki website kisi ek Niche Topic par hai to jyaada chance rahta hai aapki website par traffic aana, 


apni website par kisi bhi Category se Related post likh rahe hain to aapko Trending Topic Search karnaa chaahiye isse jyada chance hai, agar aap trending topice par post likhte hai adhik chance rahega google se aapki website par visit ane ka iske liye aap google trend ka istemaal kar sakte hai, aapki website jis category me hogi usse sambandhit Trending Topic pata kar sakte hai, 


3. Submit a Sitemap to WMT


blag banane ke baad Google Webmaster Tools men submit karna ranking ke liye mahatvpurn hai, Ownership Verification karne ke baad WMT XML Sitemap Submitted karna bahu hi jaruri hota, lekin naye bloger post likhte rahte hai aur is pe dhyaan nahi dete, mai aapko bata du sab aapki website me 7 se 10 post likh lete ho uske baad google website tool me apni website  ko Verify kar le, Google Search Console dekhte rahna chahiye jo post likhe ho wah index ho raha yaa nahi, google webmaster tool me website ko Verify kaise kare ye post padhe, iske alawa bing and yahoo search engine men apni site verify karna hogaa,


4. Add Google Analytics Tracking Code


apni Website par Traffic Increase karne ke liye  Google Analytics se madad le sakte, New Blog Create uspar post likhna chalu kar dia aapki Site par 25 se 30 Article Publish karne ke baad bhi trafic nahi aa raha hai to Google Analytics se apni website link kare ab aapko user kaa sara Data dikhaai dega, Website par kitne User Organic aaye hai aur kaun sa keyword rank kar raha live user website par kitne hai, is liye website par trafic lene ke liye Google Analytics achchha hai, 


5. Share Social Media


Website ka Traffic Increase karne ke liye SEO ke saath Social Media par bhi Blog Post Share karnaa jaruri hain, Social Media par sabse pahle account banaaye jaise Facebook,Twitter, YouTube Pinterest


Social Media par blag post link share  karke do-follow backlink pa sakte hai ye website ranking ke liye bahut achchha tarika hai, website par backlink pane ka. 


6. Make A Website Mobile Friendly


jo naye blogger hote hain wah log koi bhi Internet se Themes Download kar apni website me install kar dete hai jise website open hone me samay lagta hai, Fast Loading User Friendly Mobile Friendly theme lgaye, kyoki  aaj ke samay me sabse adhik Users website visit mobaile se karte hain isliye hamen apni website ko Mobile Friendly Website Design karna chaahiye website rank kaise karaye iske liye Mobile Friendly Themes/Templates lagane chaiye jisse site loading speed fast hona chaahiye agar aapki site WordPress  par hai  phir AMP Plugin Install kare site speed badh jayegaa,


7. Image Optimization for SEO


jyadatar users jo naye blogger hote hain Google se Free Image  ya phir Copyright Free Images Download  karke Blog Post me add kar dete hain, aise me website ranking me dikkten hoti hain Search Engine Crawlers “IMG_7292454” naam ko samajh nahi pate hai,

Isliye blog Post karte samay jo photo laga rahe usko SEO Friendly Image Optimisation karna bahut hi jaruri hai,  jo bhi photo blog post me add kar rahe hai Alt Text. Title. Caption. Description likhna jaruri hai, isse Google me photo rank hoga aur user image par jaakar ke image sarch karega to hamaari website bhi dikhegi aur hamaara upload kiya huaa photo bhi dikhega, 


9. Create Unique, Original Blog Content

aksar jo naye blogger hote hai sabse badi galti yah karte hain alag alag website par jaa kar copy paste krte hai aur apni website par publis krte hai hame apni website k artical ko khud likhna chahiye jisse  hamara artical unique ho. 



Post a Comment

Previous Post Next Post