Hindi Blogs Ke Liye Keyword Research Kase Kre


Hello dosto aaj ham is blog post me bat karenge hindi blog ke liye keyword research kase kare hello kya apne kabhi blog post ke liye keyword research kiya hai? Keyword Research ek bahut important part hota hai kisi bhi blog post ko Google me rank karne ke liye। 


agar ap bina keyword research kare blog post likhoge to uska apko koi phayda nhi hone vala hai kyuki ap apni post ko keyword ke hisab se optimize hi nhi kiya hai।



aj ki es post me main apko detail me batunga ki agar apka ek Hindi Blog hai toh uske liye apko keyword Research kaise karni hai। to agar ap bhi ye janna chahte hai to ese ant tak jarur padhiyega।


Keyword Research kya hai?

Keyword Research vah process hai jiske dwara ap keywords khojte hain, jise log Google jaise Search Engine me Search karte hain, aur un Keywords par aap apni site ko rank karvate hai taki apki site pe traffic aye aur us se apki Earning ho। Keyword research seo ka ek bahut important part hai jo har blogar ko pata karna pdta hai kisi bhi blog ko Search engine me Rank karvane ke liye।


Keyword Research ke phayde

keyword research ke bahut sare phayde hai। agar ap ek blogger hai to ap keyword research ki importance jante honge। ye search engines me top rank pane aur blog ka traffic badhane ke liye bahut hi jaruri hai।


Blog Traffic badhane aur sarch ingene me achchhi rank prapt karne ke liye yah bahut jaruri hai। niche diye hai Keyoword 

Research ke kuch Important benefits :

Hindi Blogs Ke Liye Keyword Research Kase Kre
-


  • Keyword Research se Targeted traffic Gain karega aur apka post jald hi Google me rank ho jayega।
  • Keyword Research ki help se apko apne blog ke content ke Ideas bhi mil jayenge।
  • google search engine se adhik organic traffic chahiye to apko keyword searching jaruri hai।
  • Keyword ke google me rank karne par apko jo traffic milega usse ads aur affiliate market dono se jyada earning hoti hai।
  • blog ki Popularity bwdhegi।

Keyword Research kaise karte hain?

Keyword research ke liye apko kaphi chijon ka dhyan rakhna hota hai kyuki market me koi bhi aisa tool nhi hai jo exactly ye bata sake ki ye apke liye konsa keyword best hai। 


har Keyword research tool ka apna apna matrices hote hai। isliye niche di gayi en chijon ka apko hamesha dhyan rakhna hai koi bhi keywords select karne se pahle।


  • Search Volume – yah bahut jaruri hai। jitne adhik log kisi keywords ko search karte hain, utna adhik traffic apko mil sakta hai।

  • Long Tail Keywords – yadi apki site ekadam nayi hai। ya ap un keywords ko target karna chahte hain jinapar competition bahut kam ho, to Long Tail Keywords apke liye bahut hi labhdayak ho sakte hai।                                                                
  • Competition – apne content ke liye hamesha low competition keyword select kare। esse apke content ko Google ke pahle pej men ane ki sambhavna badh jati hai।        
  • Related Keywords – apne content ko behatar tarike se optimize  karne ke liye Related Keywords ka upyog kare। yah Google ko behatar tarike se samajhne men madad karta hai apki content kis bare men hai।




Conclusion


main ummid karta hu apne puri post complete padhi hogi aur apko pata chal gaya hoga Hindi Blog ke liye Keyowrd Research kaise karni hai। agar apko ye post pasand ayi aur apko kuchh knowledge mili to ese apne doston ke sath shere jarur kare।


Post a Comment

Previous Post Next Post