Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare




Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare


Dosto agar aap apna gmail I’d ka Username Address change karna chahate hai toh aapko is steps ko follow karna hoga jo niche bataya gaya hai.









#1. Pehle toh aap apne Mobile Phone ke Settings me jaye


#2. Jab aap Mobile ke Settings me jayenge toh aapko Thoda Scroll Karna hoga fir aapko Google ka Option milega jise aapko click karna hai.


#3. Jab aap use Click karenge Toh aapko Bahut se settings dekhiye dega lakin aapko Google Account ko click karna hai or aage ke aur badhna hai.


#4. Jab aap Google Account Ko click karenge toh aapko bahut se settings dekhiye dega lakin aapko Personal Info pe click karna hai.


#5. Jab aap Personal info pe click karoge toh aapka personal details dekhiye dega joki aap Email I’d banate samay Details fill kiye the lakin aapko use kuch nhi karna hai.


Aapko thoda scroll karna hai fir Aapko Contact Info ka Box Type hoga Usme Email Likha hoga or uske just niche aapka Email I’d hoga aapko use click karna hoga.


#6. Jab aap Email I’d par click karoge toh aapko kuch esaa dekhiye dega।


Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare


Toh aapko Email I’d ke bagal me ek Arrow Dekhiye degaa aapko use click karna hoga fir aap waha se apna Email I’d Address Ko Change kar sakte hai chaliye aapko Ek Demo Bhi Dekha Deta hoon.


Jab aap us arrow ko click karoge Toh aapko kuch aisa dekhiye dega aapko us Pencil Ke Icon per Click karna hai.


Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare


Ab arrow ke nisan par click karne par kuchh aisa dikhega


Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare


Ab yaha par apko user name aur email address dalna h pop-up window khulne ke bad next par click krna h. 


Gmail Id Ka Name Change Kaise Kare


Ab yaha se confirm karne ke kuchh der bad name change hon jayega


I hope aap ko pata chal gaya Hoga Gmail account mein Apna name address Kaise Badalte Hain Phir Bhi confuse Hai Tumhi Se comment karke pooch sakte hain jaldi se jaldi reply Kiya Jayega


Post a Comment

Previous Post Next Post